**** Alimul Ghaib Kaun hai ? *****
Humare Bahut Se musalmano ye mante hai ki humare nabi janabe Mohammad rasoolullah Salallahualaiwasallam Aalimul Gaib hai , Par jo bhi aise mante hai woh galat hai
Is sawal ka Sidha jawab hai Sirf aur Sirf Allah Subhana Wa Tala Alimul Ghaib
——————————————–
Niche Mene Quran aur Hadees ke Refrence diye hai jisse ye saabit hota hai ki Allah hi Aalimul Ghaib hai
——————————————–
Al Quran Chapter 5 Surah Anaam Ayat no 50
Ae Rasool Unko Kehdo ki me toh yeh nahi manta ki mere paas Allah ke khazane hai aur na me ghaib ko janta hu aur na me tumse yeh kehta hu ki me farishta hu me toh bus jo (Allah ki taraf se) mere paas wahee ki jaati hai usi ka paband hu

Al Quran Chapter 7 Surah Aaraaf Ayat no 188
Ae Rasool tum kehdo ki me khud apna aap toh ekthiyaar rakhta hi nahi na nafe ka na zarar ka magar bus wahee jo Allah chahe aur agar (Bagair Allah ke bataye) Ghaib ko janta hota toh yakinan me apna bahut sa fayda karleta aur mujhe kabhi koi taklif bhi nahi paochthi me toh sirf imandaaro ko Aazab se darane wala aur Khush kahbri dene wala hu

Al Quran Chapter 11 Surah Hud Ayat no 123
Aur Saare aasman aur Zameen ki Poshida baate ka Ilm Khaas Allah hi ko hai aur uski taraf har kaam hir fir kar laut tha hai tum usi ki ibadat karo aur usi par bharosa rakho aur jo kuch tum log karte ho usse Allah bekhabar nahi

Al Quran Chapter 27 Surah Naml Ayat no 65
Ae Rasool inse keh do ki jitne log aasamna aur zameen me hai unse koi bhi ghaib ki baat KE SIWA naih janta aur woh bhi toh nahi samajthe ki kabr se dobara kan zinda uth khade kiye jaenge

Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Gaib ki Kunjiyan 5 hain jisey Allah subhanahu ke siwa koi nahi janta
1. Allah ke siwa Koi Nahi Jaanta ki Maan ke pet mein kya hai (jab hamal ruk jata hai)
2. Allah ke siwa Kisi ko nahi malum ki kal kya honey wala hai
3. Allah ke siwa koi nahi janta ki Baarish kab aayegi
4. Allah ke siwa koi nahi janta ki usey maut kaha aayegi
5. Allah ke siwa koi nahi janta ki Qayamat kab aayegi
Sahih Bukhari, Vol 8, 7379

Sahih Bukhari Volume 9, Book 93, Number 477:
Narrated Masruq:’Aisha said, “If anyone tells you that Muhammad has seen his Lord, he is a liar, for Allah says: ‘No vision can grasp Him.’ (6.103) And if anyone tells you that Muhammad has seen the Unseen, he is a liar, for Allah says: “None has the knowledge of the Unseen but Allah.”

Whatever written of Truth and benefit is only due to Allah’s Assistance and Guidance, and whatever of error is only ones. Allah Alone Knows Best and He is the Only Source of Strength...
0 comments:
Post a Comment